Insane ki zindagi main maa baap kay bad koi ap ko kamiyabi dena chahta hai tu hai ap kay ustad e muhtram ❤️
Or agr apko zindagi main achy ustad mil jay tu ap zindagi main kamiyabi zoror ati hai
Is liea mujy bht khush or pround hai main sir Khuram Malik or sir M Tanveer Nandla ka students
iSkills main a kar ap hamesha kamiyabi hoty agr apki neeat saaf hai
Or hamray ustad sir khurram nay kabi humay demotivated ni hony diea humay hamesha support kia jab koi parshan , demotivated yah disappointed howa
Inshallah 1 din hum zoror kamiyab or apny ustad ka name 😊 oper lay jay gya inshallah